Aa kareeb aa - Ashique Banaya Aapne Lyrics




Movie: Aashique Banaya Aapne
Casting: Sonu, Tanushree and Imran Hashmi
Song: Aa kareeb aa

Zindagi luta dun ek baar muskurade
Kuch nahi mera sab kuch teri ek hansi ke aage
Zindagi luta dun ek baar muskurade
Kuch nahi mera sab kuch teri ek hansi ke aage

Ankhon ki ye nami tere gum ye sabhi
Aaja de de mujhe meri jaan
Aa kareeb aa.......... aa kareeb aa....

Sab kuch karunga main
tera sath dunga main
Koi mushkil ho sab kuch sahunga main
Raste faasle kah rahe sun bhi le
Ab sath chalunga main..ab sath chalunga main
Aa tujhe pyar doun zindagi vaar doun
Tere kadmo mein rakh doun jahaan

Aa kareeb aa......aa kareeb aa

Kho diya khud ko
Maine tujhko paya hai
Aaj ye ek raaz honton pe aaya hai
Saadagi ne teri jaan meri mujhko bhi
Ashique banaya hai..........aashique banaya hai
Hai mera sach yahi tu meri jindagi
Tu meri hasraton ka jahaan

Aa kareeb aa..........aa kareeb aa

(SAD)

Tujhko paa na saka, paas la na saka
Tujhko paa na saka paas la na saka
Phir bhi kehta raha dil mere

Aa kareeb aa.......aa kareeb aa


Zindagi luta dun ek baar muskurade
Kuch nahi mera sab kuch teri ek hansi ke aage
Zindagi luta dun ek baar muskurade
Kuch nahi mera sab kuch teri ek hansi ke aage

Ankhon ki ye nami tere gum ye sabhi
Aaja de de mujhe meri jaan
Aa kareeb aa.......... aa kareeb aa....

Comments

Post a Comment